
Sign up to save your library
With an OverDrive account, you can save your favorite libraries for at-a-glance information about availability. Find out more about OverDrive accounts.
Find this title in Libby, the library reading app by OverDrive.

Search for a digital library with this title
Title found at these libraries:
Library Name | Distance |
---|---|
Loading... |
In kahaniyon me yatharth ka jaadoo hai.Yeh ek ulti duniya hai, jahan Raja ko pathar ki santanein milti hain aur Rani ko kauwwe haankne ki saza. Zahreelee sharab se mautein wo muawza hain jinhe log sarkaari sahayta ke aiwaz me chukaate hain. Panchayti raj wo machine hai, jo patniyon ko apne patiyon ki taabedaar aur logon ko nithalla banne ka saamudayik prashikshan deti hain. Bhartiye dehat ke ek chitkabri kutiya, Ameriki mahanagar ke jootey chaba kar ek abhutpurva sankat khada kar deti. Aur jahan zamindaar ko kuen ke bhitar begaar ka gada hua khazana milta hai.Agrani Kathakar Subhash Chandra Kushwaha ne in kahaniyon ke jariye apne samay ke gaon ka yatharth rachne ke koshish ki hai.Note: This book is in the Hindi language and has been made available for the Kindle, Kindle Fire HD, Kindle Paperwhite, iPhone and iPad, and for iOS, Windows Phone and Android devices.